Khidki se mujhe taanke Saare gali ke baanke Sab ko lallu banaa ke Dil phenkaa tujh par Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle.. Kyun lambi lambi haanke Koi na tujhe taake.. Kisko lallu banaa ke Kehti rehti hai phir Ke lut gaye ke ainvayi aake tere mohalle Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle Hum lut gaye baby aake tere mohalle Hum lut gaye zaalim aa ke tere mohalle Hum Sikandar hain, apni marzi ke Chutki laage humein ye dil phansaane mein Mere jalwe mein, Beta wo dum hai Nikle saari umar mujhe pataane mein Kara lo ji kara lo Dil ki FD kara lo Angoootha bhi lagwa lo Dil phenka tujh par.. Hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle Hum lut gaye ainvayi aake ke tere mohalle Hum lut gaye, Hum lut gaye Hum lut gaye, lut gaye, lut gaye Hum lut gaye jaanaa aake tere mohalle Hum lut gaye beauty aake tere mohalle Badi muh-fat hai, ye jawaani bhi Darti nahi hai ye toh bhid jaane se Ho chal kat le tu, Kitna phenke hai Zarra bhi dum nahi hai tere draame mein Badha lo ji badha lo, relation-wa badha lo Naino ke pench lada lo, aa jaao na chhat par Hum lut gaye baby aake tere mohalle Hum lut gaye zaalim aa ke tere mohalle Khidki se mujhe taanke Saare gali ke baanke Kyun lambi lambi haanke Koi na tujhe taake Kisko lallu banaa ke Kehti rehti hai phir Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle Hum lut gaye baby aake tere mohalle Hum lut gaye zaalim aa ke tere mohalle Deewane hain dilon ko hum to jodenge Na ghar ka tumhe ghaat ka naa chhodenge Kyun baaz na aati hai kheencha-taani se Haay hum popular hain apni manmaani se Hum lut gaye, lut gaye Jaana hum lut gaye Hum lut gaye, lut gaye Ainvayi hum lut gaye Hum lut gaye, lut gaye Baby hum lut gaye Hum lut gaye, lut gaye Zaalimaa lut gaye