Falsafa Hai tere hi toh pyaar ka Tere he didaar ka.. Yeh falsafa.. Bade hi gaur se nazar ne padh liya Annsuna lafz jo chehre pe likha Falsafa Hai tere hi toh pyaar ka Tere he didaar ka Yeh falsafa Neend nahi aankhon mein Jo rahti hai karvate Aane wali ek mere sapno kee hay aahten Jo palko pai teri Hai khaali si jagah Wahan par rahne ka iradaa hay mera Bade hi gaur se nazar ne padh liya Annsuna lafz jo chehre pe likha Falsafa Hai tere hi toh pyaar ka Tere he didaar ka Yeh falsafa.. Mere dil ka teri Dhadkan se wasta hai Ab meri mazil ka Bus tujh mein rasta hai Kisi ne dekh li yeh jeene ki wajah Kadmo pai tere yeh safar thaam gaya Bade hi gaur se nazar ne padh liya Annsuna lafz jo chehre pe likha Falsafa Hai tere hi toh pyaar ka Tere he didaar ka Yeh falsafa.. Bade hi gaur se nazar ne padh liya Annsuna lafz jo chehre pe likha Falsafa Hai tere hi toh pyaar ka Tere he didaar ka Yeh falsafa..