Hulchal hai kya zid degi, hulchal hai saaso ki hi yeh hi rahe yaa na rahe, jee le.. har dum umeede hai ki, hai kab toh hogi khushi kuch hum kahe na kahe, sun le duniya kahi toh arman kahi, yeh raahe nahi mile fir bhi yaqeen hai aage kahi mitenge yeh faasle pyar jaha ruk mod waha, na unko jane de khwabo ko utha le, haath badha, yaado se maang le yeh lamhe, ude ude ude re, ude ude ude re yeh lamhe, ude ude ude re Gum toh jo aate hai, woh ek din jate hai magar yeh din chale gaye toh fir naa aayenge Gum ko bulate hai ke hum yeh mausam has has kar mumkin hai sab kuch kuch aise chalta ja woh sab rasta jo manzil ko chale jane kya ho kal apna, jeele aaj me.. pyar jaha ruk mod waha, na unko jane de khwabo ko utha le, haath badha, yaado se maang le yeh lamhe, ude ude ude re, ude ude ude re yeh lamhe, ude ude ude re.. yu toh hai ajnabee, yaha par jitne hai sabhi inme koi shayad ho apna kya kahe.. yu toh hai unkahi kahani ab tak ki apni inme koi shyad sun le.. time pe ho kyu akhir teri yeh zindagi hai udte parinde toh tu bhi ud kabhi pyar jaha ruk mod waha, na unko jane de.. khwabo ko utha le, haath badha, yaado se maang le yeh lamhe, ude ude ude re, ude ude ude re yeh lamhe, ude ude ude re..